Showing posts with label shayari. Show all posts
Showing posts with label shayari. Show all posts

Tuesday, 21 March 2017

Ho Tainu Takkda

By: Sahil Ghai On: 01:01:00
  • Share The Image
  • Song: Bamb Jatt
    Singers: Amrit Maan, Jasmine Sandlas
    Musicians: DJ Flow
    Lyricists: Amrit Maan


    Monday, 20 March 2017

    Jab Koi haath or sath...

    By: Mobileapk24 On: 09:25:00
  • Share The Image

  • Monday, 20 July 2015

    Jaanti hai wo meri sari kamzoriya....

    By: Mobileapk24 On: 09:01:00
  • Share The Image
  • Jaanti hai wo meri sari kamzoriya
    Wo bas ro deti hai mai haar jata hu

    वाह रे वक़्त.. तू तो बड़ा खिलाड़ी निकला..

    By: Mobileapk24 On: 08:58:00
  • Share The Image
  • वाह रे वक़्त..
    तू तो बड़ा खिलाड़ी निकला..
    परेशानी भरी जवानी देकर.
    सूकून वाला बचपन ले गया.

    Wednesday, 15 July 2015

    Barbad kar deti hai mohabbat,

    By: Mobileapk24 On: 10:45:00
  • Share The Image
  • True Lines...
    Barbad kar deti hai mohabbat,
    Mohabbat karne wale ko,
    ..
    ..
    kyunki....
    ..
    ..
    IshQ haar nahi manta Aur DiL baat
    nahi
    manta....!

    Wednesday, 9 July 2014

    Tanhai Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:27:00
  • Share The Image
  • Tanhai kisi ka intezar nahi karti,
    Kismat kabhi bewafai nahi karti,
    Unse door hone ka asar hai warna,
    Parchai kabhi jism par waar nahi karti…

    Hindi Shayari on Zindagi

    By: Mobileapk24 On: 23:25:00
  • Share The Image
  • Zindagi se sabhi ko mohabat hai,
    Par Zindagi kisi ki mohabat nahi banti,
    Tamanna le kar jeete hai sab log,
    Magar har tamanna Taqdeer nahi banti…

    Badi gahrai se chaha hai tujhe,

    By: Mobileapk24 On: 23:22:00
  • Share The Image

  • Badi gahrai se chaha hai tujhe,
    Badi duao se paya hai tujhe,
    Tujhe bhulane ki sochu bhi to kaise,
    Kismat ki lakiro se churaya hai tujhe…

    Shayari For Farewell in Hindi

    By: Mobileapk24 On: 23:21:00
  • Share The Image

  • Kuch Log Jo Aankhon Mein Rhe Dil Mein Rhenge Ab,
    Bas Jagaah Bdal Rhee Hai Koi Duri Nhi Hai,
    Hum Aap Sey Mil Naa Sake Jab Dil Chahey Milna,
    Faaslon K Bad Bhi Aisi Mazburi Nhi Hai…

    Shayri of Sharabi

    By: Mobileapk24 On: 22:56:00
  • Share The Image
  • Kuch log peete hain gam bhoolane ko……
    kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
    par ai dost ye kya………
    hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..

    Sad luv story..

    By: Mobileapk24 On: 22:54:00
  • Share The Image
  • Sad luv story……..
    there was a girl and a boy
    There was a girl and a boy.
    girl proposed the boy and boy agreed…..
    girl always used to say that my heart is not
    mine its always with you….
    & I am living without heart……
    after few month girl said that i cant marry you
    becoz my parents are not allow me but
    we’ll be frnds 4evr.
    after few months girl got married another
    boy..
    after 2 days of her wedding,girl looking her
    wedding gifts.
    she came across a gft & start crying
    the gft was d heart packed in a glass jar with
    full of blood…
    the lid of the jar was attached with the paper
    written on it..
    ”hey stupid ur heart is with me na than what
    will u give to ur husband?”
     Respect Ur Love

    Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh…

    By: Mobileapk24 On: 22:41:00
  • Share The Image
  • Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
    Main Mohabbat na doon To kehna
    Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh
    Na sajoon tare honton per to kehna
    Main khushboo hoon mujhe Mehsoos karke dekh
    Na mehkoon tari zindagi main to kehna
    Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh
    Na dhakoon Tere Dil main to kehna
    Main phool hoon mujhey Laga ker dekh
    Na mehkoon din raat To kehna
    Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh
    Na banoo main teraa to kehna

    Saath agar doge muskrayenge zarur…

    By: Mobileapk24 On: 22:41:00
  • Share The Image
  • Saath agar doge muskrayenge zarur,
    Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
    Raah me kitne kante q na ho ,
    Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…

    Tujhe Inkar Hai Mujse….

    By: Mobileapk24 On: 22:39:00
  • Share The Image
  • Tujhe Inkar Hai Mujse, Mujhe Ikrar Hai Tujhse,
    Tu Khafa Hai Mujse, Mujhe Chahat Hai Tujhse,
    Tu Mayoos Hai Mujhse, Mujhe Khushi Hai Tujhse,
    Tujhe Nafrat Hai Mujhse Aur Mujhe Pyar Hai Tujhse…

    Is dubi huyi nao ka …

    By: Mobileapk24 On: 22:39:00
  • Share The Image
  • Is dubi huyi nao ka kinara ho tum
    Meri zindegi ka woh anjaam ho tum
    Youn to har muskil ko paar karne ki himmat hai mujh me
    Bas tumko khonese darte hai hum.

    Waiting Shayari Waqt Mila Tu Sochynge

    By: Mobileapk24 On: 22:37:00
  • Share The Image
  • Kyoon Tu Acha Lagta Hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Tujh Mein Kiya Kiya Dekha Hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Saara Shehr Shanaasaai Ka Daa’we-daar To Hai Liken
    Kyoon TU Humhara Apna Hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Ham Ne Usko LIkha THa
    Kuch milne Ki Tadbeer Karo Usne LIkha
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Mosuam Khuhbu Baad-e-Saba Chand Shafaq or Taaron Mein
    Kyooon Tumhare Jaisa Hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Ya To Apne Dil Ki maanon Ya Duniya waalon Ki
    Mashwara Uska Acha Hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”
    Kyoon Tu Acha Lagta hai
    ”Waqt Mila Tu Sochynge”

    Love shayari Tujhse Ru-B-Ru Hokar Baate Karu…

    By: Mobileapk24 On: 22:36:00
  • Share The Image
  • Tujhse Ru-B-Ru Hokar Baate Karu, Nigahe Milakar Wafa Ke Wade Karu, Thaam Kar Tera Hath Baithu Tere Samane, Teri Haseen Surat Ke Najare Karu, Sharma Kar Najro Se Tera Kuch Chupke Kah Jana, Teri Nigaho Ke Wo Ishare Samjhu, Teri Har Ek Ada Par Kar Du Kayi Shayari, Har Lafz Me Wafa Ke Dawe Karu, Sambhale Nahi Sambhalti ‘Jaana’ Ye Dil Ki Tadap, Tu Hi Bata Main Kab Tak Yu Aahein Bharu… , Nigahe Milakar Wafa Ke Wade Karu, Thaam Kar Tera Hath Baithu Tere Samane, Teri Haseen Surat Ke Najare Karu, Sharma Kar Najro Se Tera Kuch Chupke Kah Jana, Teri Nigaho Ke Wo Ishare Samjhu, Teri Har Ek Ada Par Kar Du Kayi Shayari, Har Lafz Me Wafa Ke Dawe Karu, Sambhale Nahi Sambhalti ‘Jaana’ Ye Dil Ki Tadap, Tu Hi Bata Main Kab Tak Yu Aahein Bharu…

    zindagi tasveer bhi or taqdeer bhi hain..

    By: Mobileapk24 On: 22:35:00
  • Share The Image
  • zindagi tasveer bhi or taqdeer bhi hain ♥
    farak to bas rango ka hain
    maanchahe rango se bane to tasveer
    or aanjane rango se bane to taqdeer ♥ ♥

    First site love shayari Nazare Mile To..

    By: Mobileapk24 On: 22:34:00
  • Share The Image
  • Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai,
    Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
    Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main,
    Ke Koi Anjaan Bhi Hamari
    Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.

    love shayari Ishq ne hame….

    By: Mobileapk24 On: 22:33:00
  • Share The Image
  • Ishq ne hame benaam kar diya,
    har khushi se hame anjaan kar diya,
    hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho,
    Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…