Showing posts with label bewafa shayari. Show all posts
Showing posts with label bewafa shayari. Show all posts

Sunday, 26 March 2017

Dard Shyarai- Na Jane Kis Baat Pe

By: Sahil Ghai On: 22:54:00
  • Share The Image

  • Love Shyarai- Jab Hum Dekhte hain

    By: Sahil Ghai On: 22:53:00
  • Share The Image

  • Sunday, 19 March 2017

    Gile shikwe na dil se Laga lena

    By: Mobileapk24 On: 22:38:00
  • Share The Image





  • Gile shikwe na dil se 
    Laga lena..!
    Kabhi maan jana to 
    Kabhi manaa lena..!
    Kal ka kya pata "hum ho na ho"
    Jab mauka mile thoda 
    Hass lena aur hasaa dena

    Wednesday, 15 March 2017

    चरागो को आँखो मे महफूज रखना बड़ी दूर तक रात ही रात होगी

    By: Mobileapk24 On: 00:22:00
  • Share The Image


  • चरागो को आँखो मे महफूज रखना बड़ी दूर तक रात ही रात होगी… 

    मुसाफिर हो तुम भी ,मुसाफिर है हम भी… किसी मोड़ पर फिर मुलाकात होगी।

    Wednesday, 15 July 2015

    फ़रिश्ते ही होंगे जिनका इश्क

    By: Mobileapk24 On: 10:41:00
  • Share The Image
  • फ़रिश्ते ही होंगे जिनका इश्क मुकम्मल होता है ,हमने तो यहाँ इंसानों को बस बर्बाद होते देखा है ..…

    Thursday, 10 July 2014

    Broken Heart Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:24:00
  • Share The Image
  • Hume izhaar karna nahi aaya,
    Unhe pyar karna nahi aaya,
    Hum bas dekhte hi reh gaye,
    Aur waqt ko thamna nahi aaya,
    Wo chalte chalte itne door chale gaye,
    Hume rokna bhi nahi aaya…

    Wednesday, 9 July 2014

    Shayari on Beauty of Girl in Hindi

    By: Mobileapk24 On: 23:33:00
  • Share The Image
  • Hasrat hai sirf tumhe pane ki,
    aur koi khawahish nahi is Dewane ki,
    shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai,
    kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki..?

    Broken Heart Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:33:00
  • Share The Image
  • Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aati,
    Muhabbat har kis ko raas nahi aati,
    Ye to apni apni baat hai yaaro koi
    kisiko bhula nahi pata,..Aur kisi kisi ko yaad nahi..

    Dard Bhari Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:32:00
  • Share The Image
  • Dil ki khwahish ko naam kya dun,
    pyar ka use paigam kya dun.
    Is dil me dard nahi yaaden hai uski,
    ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun…?

    Tanhayi le jaati hai jaha tak yaad tumhari

    By: Mobileapk24 On: 23:31:00
  • Share The Image
  • Tanhayi le jaati hai jaha tak yaad tumhari,
    Wahi se shuru hoti hai Zindagi hamari,
    Nahi socha tha chahenge ham tumhe is kadar,
    Par ab to ban gaye ho tum kismat hamari.

    Hindi Shayari on Tanhai

    By: Mobileapk24 On: 23:29:00
  • Share The Image

  • Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai,
    Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai,
    Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim,
    Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi…

    Tanhai Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:27:00
  • Share The Image
  • Tanhai kisi ka intezar nahi karti,
    Kismat kabhi bewafai nahi karti,
    Unse door hone ka asar hai warna,
    Parchai kabhi jism par waar nahi karti…

    Broken Heart Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:26:00
  • Share The Image
  • Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai,
    Jisko hum chahe wahi rulata kyu hai,
    Mere rubba agar wo mera nasib nahi to,
    Aise logo se hume milata kyu hai…

    Hindi Shayari on Zindagi

    By: Mobileapk24 On: 23:25:00
  • Share The Image
  • Zindagi se sabhi ko mohabat hai,
    Par Zindagi kisi ki mohabat nahi banti,
    Tamanna le kar jeete hai sab log,
    Magar har tamanna Taqdeer nahi banti…

    Bewafa Shayari SMS

    By: Mobileapk24 On: 23:24:00
  • Share The Image

  • Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai,
    Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,
    Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
    Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai…

    Love Shayari SMS in Hindi

    By: Mobileapk24 On: 23:20:00
  • Share The Image
  • Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki…
    Badal Gaya Zamana,
    Meri Zindagi To Sirf Tum Ho,
    Kahi Tum Na Badal Jana..

    Bewafai ki Shayari in Hindi

    By: Mobileapk24 On: 23:17:00
  • Share The Image
  • Aaj Fir uski yaad ne rula diya,
    kaisa hai ye chera jisne ye sila diya,
    Do lafj likhne ka salika na tha,
    Uske pyar ne mujhe shayar bana diya…

    Broken Heart Shayari

    By: Mobileapk24 On: 23:16:00
  • Share The Image
  • Pyar Zindgi Ko Sajane Ke Liye Hai,
    Zindgi Dard Badhane Ke Liye Hai,
    Kash Koi To Padh Pata Meri Udasi Ko,
    Ye Hansta Hua Chehra To Sirf Dikhane Ke Liye Hai.

    True love story ♥

    By: Mobileapk24 On: 22:53:00
  • Share The Image
  • True love story ♥
    Ek din ek 18 saal ki ladki neapne
    lover se puchha :-
    “aap mujhe mere 20th birthday
    par kya gift dene waale ho???
    ” uske lover ne jawab diya : “abhi
    bahut time hai tumhare 20th
    birthday ko,
    birthday to aane
    do..
    Ladki k 20 saal hone me 3 din baaki they.
    Tabhi Achanak wo behosh ho gai
    aur usse turant hospital le jaaya
    gya..!!
    Doctor uska check up karke
    baharaaya aur uski family ko btaya
    ki uss ladki k dil me ek hole
    hai,
    jiski wajah se wo shayad mar
    jaayegi.
    Jab wo ladki hospital me apne bed pe leti huyi thi,
    to usne apne lover se puchha:”
    jaanu,
    unhone kya btaya ki mai
    marne waali hu ?
    Uske lover ne usse kaha:”Nahi , Tum Jinda rahogi..
    jaise hi usne aisa kaha,
    wo rone
    lag gyi..
    ” Us ladki ne kaha “Aap itne
    wiswaas ke saath kese keh sakte hai???
    ” Darwaaze ki taraf mudte huye
    uske lover ne kaha :”
    kyuki mujhe pata hai…
    ” dusre din wo 20 saal ki hogyi,
    usse hospital se discharge kar diya gya aur wo ghar ko laut aayi..
    Ghar par use 1 letter mila,
    jisme
    likha tha :-
    “Meri jaanu, agar tum
    is letter ko padh rahi hogi toiska matlab ye hai ki sab kuch theek
    hua hoga,
    jaise maine kaha tha..
    Shayad tumhe yaad hoga,
    Tumne
    ek din mujhse puchha tha ki mai tumhe tumhare 20th birthdaype
    kya gift dunga..
    lekin mai tab nahi jaanta thaki
    tumhare liye best gift kya hoga…
    Magar ab mai tumhe meri taraf se
    tumhare liye best gift ”mera dil”de raha hu..♥
    Uske lover ne use apna heart
    donate kar diya tha
    sacha pyaar abhi bhi jinda hai
    bus trust ki jarurat hai

    Short Story ll Touch your Heart

    By: Mobileapk24 On: 22:51:00
  • Share The Image
  • A boy and a girl Loved each other very much.
    Unfortunately the Girl Died.. Boy was Upset so much; and he couldn’t Stop his Tears.
    … …He kept on Crying Day and Night.. Many People gave Sympathy,
    but no Argument could Stop His Tears. One Night He Slept and had a Dream;
    He saw the Girl in Heaven with so many Girls of Her
    age.
    He felt Relaxed.. But He Noticed that every Girl was in Fairy Dress;
    and had a Lightened Candle in their Hands,
    but his GF had a Candle which was not Lightened..! He asked Her:
    “Y Ur Candle is not Lightened?” She said:
    “Whenever I lighten My Candle;
    Ur Tears fall on it..! Please Stop Crying…