Ab wafa se mukar gya hai Dil,
Ab mohabat se dar gya hai Dil,
Ab saharon ki baat mat krna,
Ab dilason se bhar gya hai Dil,
Jab bulate thy zinda dil thy hum,
Ab na aao k mar gya hai Dil,
Ab wo pagal pan na wehshat hai,
Chot kha kha kar sambhal gya Hai dil.
Monday, 25 March 2013
Tagged Under: bewafa shayari, Dard Shayari
Ab wafa se mukar gya hai Dil
By:
Mobileapk24
On: 00:05:00
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment